Tuesday 28 April 2015

Fruit Recipes in Hindi, Urdu, Fruit Dessert

Fruit Recipes in Hindi, Urdu, Fruit Dessert



Following the recipes of Fruit Dessert which ingredients and cooking direction is given bellow. It is very delicious recipes. Try it at your kitchen, test you own and serve to your family and guest. Here you can find Pakistani recipes, Pakistani dishes, Indian dishes, Ramadan pakwan, Eid, zaiqa, Nepali, Mexican, Italian dishes recipes for Bakra Eid, Food, Sweet dishes, fruit recipes in hindi, fruit recipes in urdu, pakistani fruit recipes, indian fruit recipes.


Ingredients:
Yogurt
Milk (mitha)
Spaghetti
Fresh cream
Apple
Banana
Kharbuza
Angur
Vanilla essence
Pine apple essence


½ kg
aik dabbah
½ cups
1 packet
2
2
1 chota
1 cup
chand qatre
chand qatre
 Fruit Desserts


Cooking Directions:


Raat ko dahi ko baareek malmal ke kapre mein daal kar latka dein. Raat bhar mein dahi ka pani khushk ho jaye ga aur dahi ka pannier taiyar ho jaye ga.
Spaghetti ko tor kar boil kar lein. Apple, banana aur kharbuza ziadah bareek kaat lein.

Dahi ke pannier ko achi tarah phaint lein aur is mein milk mila kar khub phaitain. Cream ko kisi bartan mein alag phaitain ab dahi aur doodh ke aameze mein pehle spaghetti milayain aur is ko achi tarah mix karein is ke baad tamam phal aur fresh cream mila dein. Aakhir mein donon essence bhi daal dein aur ise kisi dish mein nikaal kar thanda karne ke liye deep freezer mein rakh dein. Khub thanda hone par serve karein lekin dheyan rahe keh jamne na paye.

No comments:

Post a Comment